Khwahishein
Khwaishon ka chehra kyun dhundhla sa lagta haiKyun anginat Khwahishein haiKhwahishon ka pehra kyun thehraa sa lagta haiKyun ye galat Khwahishein hain
Har mod par phir se mud jaati haiKhilte huey pal mein murjhati haiHai besharam phir bhi sharmaati hai Khwahishein
Zindagi ko dheere dheere dasti hain KhwahisheinAansun ko peete peete hansti hain KhwahisheinUljhi hui kashmakash mein umar kat jaati hai
Aankhein meech jaaye jo ujaalon mein kis kaam ki aisi roshniBhatka ke na laaye jo kinaron pe kis kaam ki aisi kashti
Aandhi har dheere se laati haiVaada kar dhokha de jaati haiMuh pher hans ke chidhaati hai Khwahishein
Zindagi ko dheere dheere dasti hain KhwahisheinAansun ko peete peete hansti hain KhwahisheinUljhi hui kashmakash mein umar kat jaati hai