Jagjit Singh "Dard ke phool bhi khilte hain" paroles

Traduction vers:en

Dard ke phool bhi khilte hain

dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain -2zaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate haindard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain

us dariche mein bhi ab koi nahin aur ham bhi -2sar jhukaaye huey chupchaap guzar jaate hain

raastaa roke khaDi hai yahi uljhan kabse -2koi poochhe to kahen kyaa ki kidhar jaate hainzaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate haindard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain

naram aavaaz, bhali baaten muhazzab lahje -2pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain -2dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hainzaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate haindard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain

Ici on peut trouver les paroles de la chanson Dard ke phool bhi khilte hain de Jagjit Singh. Ou les paroles du poème Dard ke phool bhi khilte hain. Jagjit Singh Dard ke phool bhi khilte hain texte.