Dard ke phool bhi khilte hain
dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain -2zaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate haindard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
us dariche mein bhi ab koi nahin aur ham bhi -2sar jhukaaye huey chupchaap guzar jaate hain
raastaa roke khaDi hai yahi uljhan kabse -2koi poochhe to kahen kyaa ki kidhar jaate hainzaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate haindard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
naram aavaaz, bhali baaten muhazzab lahje -2pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain -2dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hainzaKhm kaise bhi hoN kuchh roz mein bhar jaate haindard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain