Jagjit Singh "Kal Chaudvin Ki Raat Thi" letra

Kal Chaudvin Ki Raat Thi

15. bahut diNoN ki baat haifizaa ko yaad bhi nahiNye baat aaj kee nahiNbahut dinoN kee baat hai

shabaab par bahaar theefizaa bhi khush-gawaar theenaa jaane kyoon machal padamaiN apne ghar se chal padakisi ne muJhko rok'karbadi adaa se Tok'karkaha tha lauT aae'iyemeri kasam naa jaai'eye

par muJhe khaBar na theemaahOl par nazar na theenaa jaane kyoon machal padamaiN apne ghar se chal padamaiN shehaR se phir aa gayakhayal thaa ke paa gayaus'e jo muJhse door theemagar meri zaroor thee

aur ik hasiN shaaM komaiN chal paDa salaam kogali ka rang dekh'karnayee tarang dekh'karmuJhe badi khushi huyeemaiN kuch isi khushee meiN thakisi ne Jhaank'kar kahaparaaye ghar se jaai'iyemeri kasma na aai'iye

wahi haseeN shaam haibahaar jiska naam haichala hooN ghar ko choDkarna jaane jaaoonga kidharkoi nahiN jo Tok'karkoi nahiN jo Rok'karkahe ke laut aai'iyemeri kasam na jaai'iye

Aquí se puede encontrar la letra de la canción Kal Chaudvin Ki Raat Thi de Jagjit Singh. O la letra del poema Kal Chaudvin Ki Raat Thi. Jagjit Singh Kal Chaudvin Ki Raat Thi texto.