Kya mil gaya kya (क्या मिल गया हाय)
kyaa mil gayaa haay kyaa kho gayaamujhe mere baalam ye kyaa ho gayaaham kho gaye haay tum kho gayemuhaBBat ki raahon mein dil kho gayaakyaa mil gayaa haay kyaa kho gayaamujhe mere baalam ye kyaa ho gayaahoy hoy ham kho gaye aji tum kho gayemuhaBBat ki raahon mein dil kho gayaa
ye khushiyon ke pyaale chhalakte chalengehawaaon ke aanchal mahakte chalengehoy naye raaste khud-ba-khud khul chalengejidhar se bhi ham-tum bahakte chalengeye khushiyon ke pyaale chhalakte chalengehawaaon ke aanchal mahakte chalengehoy naye raaste khud-ba-khud khul chalengejidhar se bhi ham-tum bahakte chalengeho bahakte chalenge aaakyaa mil gayaa haay kyaa kho gayaa
mujhe mere baalam ye kyaa ho gayaaham kho gaye aji tum kho gayemuhaBBat ki raahon mein dil kho gayaa
jahaan se safar ye shuru ho rahaa hainaye ik zamaane ki wo ibtidaa haikahin tum kabhi tum bhulaa to na dogedhadaktaa huaa dil meraa poochhtaa haijahaan se safar ye shuru ho rahaa hainaye ik zamaane ki wo ibtidaa haikahin tum kabhi tum bhulaa to na dogedhadaktaa huaa dil meraa poochhtaa haidil meraa poochhtaa hai aaaham kho gaye haay tum kho gayemuhaBBat ki raahon mein dil kho gayaakyaa mil gayaa haay kyaa kho gayaamujhe mere baalam ye kyaa ho gayaa
har ik baat geeton mein dhalne lagi haihar ik aarzoo phir machalne lagi haiho tum apni in aankhon kaa jaadu to dekhoke duniyaa hi meri badalne lagi haihar ek baat geeton mein dhalne lagi haihar ek aarzoo phir machalne lagi hai
ho tum apni in aankhon kaa jaadu to dekhoke duniyaa hi meri badalne lagi haiho badalne lagi hai haay haay haay haay haaykyaa mil gayaa haay kyaa kho gayaamujhe mere baalam ye kyaa ho gayaaham kho gaye haay tum kho gayemuhaBBat ki raahon mein dil kho gayaa