Jo Bheji Thi Duaa
Kise poochun, hai aisa kyunBezubaan sa, ye jahaan hai
Khushi ke pal, kahan dhoondhooNBenishan sa, waqt bhi yahan hai
Jaane kitne labon pe gile hainZindagi se kayi faasle hainPaseejte hain sapne kyun aankhon meinLakeer jab chhoote in haathon se yoon bewajah
Jo bheji thi duaa, woh jaake aasmaanse yoon takra gayi ke aa gayi Hai laut ke sadaa
Saanson ne kahan rukh mod liyaKoi raah nazar mein na aayeDhadkan ne kahan dil chhod diyaKahan chhode in jismoN ne saaye
Yehi baar-baar sochta hoon tanha main yahanMere saath-saath chal raha hai yaadon ka dhuaan
Jo bheji thi duaa, woh jaake aasmaanse yoon takra gayi ke aa gayi Hai laut ke sadaa