Bilal Khan "Taaray" paroles

Traduction vers:en

Taaray

Ye asmaan, ye hawa,Raat ka laga nishan,Roshini kahen jali,Agaye hum yahan,Na umeed kisi say,Na gila kisi say,Sab hai sath main,Mujhay daar nahi kisi chez ka,Ta-ta-taaray saray,Lay aaonga,

Kaisi hai ye majbori,Kyun hai kaam zarori,Kaisi duniya main ghum,Sochain ye purani,Kardon main aag pani,Apni duniya main ghum hoon,Na umeed kisi say,Na gila kisi say,Sab hai sath main,Mujhay daar nahi kisi chez ka,Ta-ta-taaray saray,Lay aaonga,Ta-ta-taaray saray,Lay aaonga,

Sekha jeenay ka tarika,Is jangal main,Duniya hai jis ka naam,Koi has kay guzarayga,Koi mang kay khayega,Koi karay ga yaad khudaJustojo mehnat kar,Khuwab ko pura kar,Kiye they tuney apney apsay,Ayega din tera bhi,Zara sabar say,Layna hoga is kaam ko,

Ta-ta-taaray saray,Lay aaonga,Ta-ta-taaray saray,Lay aaonga

Ici on peut trouver les paroles de la chanson Taaray de Bilal Khan. Ou les paroles du poème Taaray. Bilal Khan Taaray texte.