Kishore Kumar "Zindagi pyar ka geet hai" letra

Zindagi pyar ka geet hai

Zindagi pyar ka geet haiIse har dil ko gana parengaZindagi pyar ka geet haiIse har dil ko gana parengaZindagi gham ka sagar bhi haiHanske uspaar jana parenga

Zindagi ek ahsaas haiToote dil ki koi aas hai (2)Zindagi ek banwas haiKat kar sabko jana paregaZindagi pyar ka geet haiIse har dil ko gana parenga

Zindagi bewafa hai to kyaApne ruthe hai hamse to kya (2)Haath me haath na ho to kyaSaath phir bhi nibhana parengaZindagi pyar ka geet haiIse har dil ko gana parenga

Zindagi ek muskan haiDard ki koi pehchaan hai (2)Zindagi ek mehmaan haiChhor sansar jana parengaZindagi pyar ka geet haiIse har dil ko gana parengaZindagi gham ka sagar bhi haiHanske uspaar jana parenga

Aquí se puede encontrar la letra de la canción Zindagi pyar ka geet hai de Kishore Kumar. O la letra del poema Zindagi pyar ka geet hai. Kishore Kumar Zindagi pyar ka geet hai texto.