Raabta
Kehte hain khuda ne is jahan mein sabhi ke liyeKisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liyeTera milna hai us rab ka ishara maanoMujhko banaya tere jaise hi kisi ke liyeKuch toh hai tujhse raabtaKuch toh hai tujhse raabtaKaise hum jaaneN hume kya pataKuch toh hai tujhse raabtaTu humsafar hai, phir kya fikar haiJeene ki wajah yahi hai marna isi ke liyeKehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liyeKisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
Meherbaani jaate jaate mujh pe kar gayaGuzarta sa lamha ek daaman bhar gayaTere nazara mila, roshan sitara milaTakdeer ki kashtiyon ko, kinara mila
Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liyeTeri sauhbat mein duaayein hain usi ke liyeTera milna hai us rab ka ishaaraMaano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye