Uska hi bana
Meri kismat ke har ek panne peMere jeete ji baad marne keMere har ik kal har ik lamhe meTu likh de mera useyHar kahaani me saare qisson meDil ki duniya ke sacche rishton meZindagani ke saare hisso meinTu likh de mera useyAye Khuda aye Khuda jab bana uska hi banaAye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana
Uska hoon uss me hoon uss se hoonUsi ka rehne deMain toh pyaasa hoon haiDariya woh zariya woh jeene ka mereMujhe ghar de gali de shehar deUsi ke naam keKadam ye chale ya ruke ab usi ke vaasteDil mujhe de agar dard de uska parUski ho woh hasin goonje jo mera gharAye Khuda aye Khuda jab bana uska hi banaAye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana
Mere hisse ki khushi ko hansi koTu chaahe aadha karChahe lele tu meri zindagi parYe mujhse vaada karUske ashqon pe ghamon pe dukhon peHar uske zakhm parHaq mera hi rahe har jagah har ghadi haan umr bharAb faqat ho yahi woh rahe mujh me hiWoh juda kehne ko bichhde na par kabhiAye Khuda aye Khuda jab bana uska hi banaAye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana
Meri kismat ke har ek panne peMere jeete ji baad marne keMere har ik kal, har ik lamhe meTu likh de mera useyAye Khuda Aye khudaAye Khuda Aye khuda