Mohammed Rafi "Are Husn Chala Kuchh Aisi Chaal" Songtext

Übersetzung nach:en

Are Husn Chala Kuchh Aisi Chaal

Are (husn chala kuchh aisi chaal, deewaane ka puchh na haal -2)Pyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gayaAji dil ko abb tak hai inkaar, aankhein kar baithi ikraarPyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gaya

Ho o o o kabhi paas aaye kabhi dur jaayeKe hai dil churaane ki laakhon adaayeNahi tir nikala abhi tak kamaan se - (2)Koyi unase keh de ke dil ko bachaaye, ke dil ko bachaayeHusn chala kuchh aisi chaal, deewaane ka puchh na haalPyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gayaAji dil ko abb tak hai inkaar, aankhein kar baithi ikraarPyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal ho gaya

Oooo kahaan tak rahoge yeh daaman bachaakeKe mushkil hai bachana nishaane pe aakeHamaara hai kya ham toh mitake rahenge - (2)Jahaan tumane dekha jara muskuraake, jara muskuraakeDil ko abb tak hai inkaar, aankhein kar baithi ikraarPyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal hogayaAre husn chala kuchh aisi chaal, deewaane ka puchh na haalPyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal hogaya

Ho o o o yeh din hai tumhaare jamaana tumhaareNigaahe udhar hai idhar hai ishaaraYeh paigaam dete hai julfon ke saaye - (2)Chala aaye jo hai muhabbat ka maara, muhabbat ka maaraUff husn chala kuchh aisi chaal, deewaane ka puchh na haalPyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal hogayaDil ko abb tak hai inkaar, aankhein kar baithi ikraarPyaar ki kasam kamaal ho gaya, haay pyaar ki kasam kamaal hogaya

Hier finden Sie den Text des Liedes Are Husn Chala Kuchh Aisi Chaal Song von Mohammed Rafi. Oder der Gedichttext Are Husn Chala Kuchh Aisi Chaal. Mohammed Rafi Are Husn Chala Kuchh Aisi Chaal Text.