Sonu Nigam "Abhi mujh mein Kahin" Слова пісні

Переклад:elenru

Abhi mujh mein Kahin

Abhi mujh mein kahin,baaki thodi si hai zindagiJagi dhadkan nayi,jaana zinda hoon main to abhiKuch aisi laganis lamhe mein haiYeh lamha kahaan tha meraAb hai saamne, ise chhoo loon zaraMar jaaun ya jee loon zaraKhushiyaan choom loonYa ro loon zaraMar jaaun ya jee loon zara.

Ho abhi mujh mein kahin,baaki thodi si hai zindagi

Ho.. dhoop mein jalte hue tann ko,chhaya ped ki mil gayiRoothe bachche ki hansi jaise,phuslaane se phir khil gayiKuch aisa hi ab mehsoos dil ko ho raha haiBarson ke puraane zakhmon pe marham laga sa haiKuch aisa reham is lamhe mein haiYe lamha kahaan tha meraAb hai saamne, ise chhoo loon zaraMar jaaun ya jee loon zaraKhushiyan choom loonYa ro loon zaraMar jaaun ya jee loon zara

Dor se tooti patang jaisi,thi yeh zindagani meriAaj hoon kal ho mera na hoHar din thi kahaani meriEk bandhan naya peechhe se ab mujhko bulaayeAane wale kal ki kyun fikar mujhko sataa jaayeIk aisi chubhan, is lamhe mein haiYeh lamha kahaan tha meraAb hai saamne, isse chhoo loon zaraMarr jaaun ya jee loon zaraKhushiyaan choom loonYa ro loon zaraMarr jaaun ya jee loon zara..

Тут можна знайти слова пісні Abhi mujh mein Kahin Sonu Nigam. Чи текст вірша Abhi mujh mein Kahin. Sonu Nigam Abhi mujh mein Kahin текст.