Lata Mangeshkar "Jalta Hai Badan" Слова пісні

Переклад:en

Jalta Hai Badan

Jalta hai badan ho... hay! jalta hai badanPyaas bhadakee haiPyaas bhadakee hai sare shaam se jalta hai badan - (2)Ishk se kah do kee le aaye kahee se saavanPyaas bhadakee hai sare shaam se jalta hai badanJalta hai badan - (2)

Jaane kab raat dhale, subah tak kaun jaleDaur par daur chale, aao lag jaao galeAao lag jaao gale, kam ho sine kee jalanPyaas bhadakee hai sare shaam se jalta hai badanJalta hai badan - (3)O aah jalta hai badan

Dekh jal jaayenge ham, iss tabassum kee kasamAbb nikal jaayega dam, tere baaho me sanamDil pe rakh haath kee thaam jaaye dil kee dhadakanPyaas bhadakee hai sare shaam se (jalta hai badan -2)Ishk se kah do ke le aaye kahee se saavanPyaas bhadakee hai sare shaam se jalta hai badanJalta hai badan - (2)O... hay jalta hai badan, jalta hai badan ...

Тут можна знайти слова пісні Jalta Hai Badan Lata Mangeshkar. Чи текст вірша Jalta Hai Badan. Lata Mangeshkar Jalta Hai Badan текст.