Lata Mangeshkar "hai isi main pyar ki aabroo" paroles

Traduction vers:en

hai isi main pyar ki aabroo

Hai isi mein pyar ki aabrooWoh jafa kare main wafa karoonJo wafa bhi kaam na aa sakeTo wohi kahen ke main kya karoon

Mujhe gham bhi unka azeez haiKe unhi ki di hui cheezYehi gham hai ab meri zindagiIse kaise dil se juda karoonHai isi mein pyar ki aabroo

Jo na ban sake main woh baat hoonJo na khatm ho main woh raat hoonJo na khatm ho main woh raat hoonYeh likha hai mere naseeb meinYoon hi shamma banke jala karoonHai isi mein pyar ki aabroo

Na kisiki dil ki hoon aarzooNa kisi nazar ki hoon justujooNa kisi nazar ki hoon justujooMain woh phool hoon jo udaas hoNa bahaar aaye to kya karoonHai isi mein pyar ki aabrooWoh jafa kare main wafa karoonJo wafa bhi kaam na aa sakeTo wohi kahen ke main kya karoonHai isi mein pyar ki aabroo

Ici on peut trouver les paroles de la chanson hai isi main pyar ki aabroo de Lata Mangeshkar. Ou les paroles du poème hai isi main pyar ki aabroo. Lata Mangeshkar hai isi main pyar ki aabroo texte.