Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain
zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makamwoh phir nahin aate,woh phir nahin aatezindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makamwoh phir nahin aate,woh phir nahin aate
phool khilte hain,log milte hainphool khilte hain,log milte hain magarpatjhad main jo phoolmurjha jate hainwoh baharon ke aane se khilte nahinkuchh log ek roz jo bichad jate hainwoj hazaron ke aane se milte nahinumr bhar chahe koi pukara kare unka naamwoh phir nahin aate,woh phir nahin aate
aap roka haikya bharosa haiaap roka hai kya bharosa hai sunodoston shak dosti ka dushman haiapne dil me ise ghar babane na doagar tadapna pade yaad me zindagirok lo roothkar unko jaane na dobaad me pyaar ke chahe bhejo hazaroon salaamwoh phir nahi aatewoh phir nahi aate
subaah aate hairaat jaate haisubaah aate hairaat jaate hai yuhiwaqt chalta hi rehta hai rukta nahiek pal me ye aage nikal jaata haiaadmi theek se dekh paata nahinaur parde pe manzar badal jaata haiek baar chale jaate hai jo din raat subaah shaamwoh phir nahi aatewoh phir nahi aate
zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makamwoh phir nahin aate,woh phir nahin aate