Bilal Khan "Banda" Songtext

Übersetzung nach:ennl

Banda

Jaa chuka hai woh yahan seApnan woh sab kuch haar keJise tum the jaanteAb nahin hai woh yahan peAb nahin hai woh yahan pe.

Banda main woh raha hi nahinMain badal gaya, woh nahi rahaGuzar jayegi kisi tarah ye zindagi.

Kise kahun ke ab nahin raha?Kise kahun ke woh chala gaya?Kise kahun ke ab nahin aayega?Kise Kahun? Kaise kahun?Ab nahin hai woh yahan peAb nahin hai woh yahan pe.

Banda main woh raha hi nahinMain badal gaya, woh nahi rahaGuzar jayegi kisi tarah ye zindagi.

Dekho toh sahi tum meri aankhon mein aankhein daal keAata hun nazar main tumko, dekho na mujhe ke.....

Banda main woh raha hi nahinMain badal gaya, woh nahi rahaGuzar jayegi kisi tarah ye zindagi.

Hier finden Sie den Text des Liedes Banda Song von Bilal Khan. Oder der Gedichttext Banda. Bilal Khan Banda Text.