Niyaz "Dilruba" Songtext

Übersetzung nach:entr

Dilruba

Taqdeer se kya gila Khuda ki marzi

Duniya bhi ajab serai faani dekhi,Har cheez yahan ki aani jaani dekhi (x2)Joo aake na jaae woh burhaapa dekha,Jo jaa ke na aae woh javaani dekhi (x2)

Jo jaa ke na aae woh javaani dekhi

Lele lele le.....

Har shai mein jamaal-e-dilruba ko dekha,Har cheez men shaan-e kibriya ko dekha (x2)Makhluq mein khaliq ka nazr aaya jiskoUs dekhne wale ne khuda ko dekha.

Us dekhne wale ne khuda ko dekha.

Duniya bhi ajab serai faani dekhi,Har cheez yahan ki aani jaani dekhi (x2)Joo aake na jaae woh burhaapa dekha,Jo jaa ke na aae woh javaani dekhi (x2)

Jo jaa ke na aae woh javaani dekhi

Lele lele le.....

Har shai mein jamaal-e-dilruba ko dekhaHar cheez men shaan-e kibriya ko dekha (x2)Makhluq mein khaliq ka nazr aaya jiskoUs dekhne wale ne khuda ko dekha.

Us dekhne wale ne khuda ko dekha.

Lele lele le.....

Taqdeer se kya gila Khuda ki marzi,Jo kuchh bhi hua, hua Khuda ki marzi,Amjad, har baat mein kahaantak kyon, kyon?Har kyon ki intahaa, Khuda ki marzi.

Hier finden Sie den Text des Liedes Dilruba Song von Niyaz. Oder der Gedichttext Dilruba. Niyaz Dilruba Text.