Bilal Saeed "Maa (On Peshawar Attack)" Songtext

Maa (On Peshawar Attack)

Maa Aaj mujhe na jaane denaapni bahon mein samane denaMaa Aaj mujhe na jaane denaapni bahon mein samane dena

Rook le aaja mujhko meri maa..bhej na itna door tu vahaki dar lagta hai kar ho gaya tujhse doorkarunga kya mein agar ho gaya tujhse door

[maa muskrayi beta ka matha chuma usy bola]

mere lal tujhe Hai aage badhnaduniya se tujhe nahi hai darnateri ankhon mein hamare khwab haintujh main dekhen hain sare khawab haikabhi mat rona tere sath hain teri maakhfa mat hona sab dekhlegi Ye maa..

Maan kar teri leke aya tha na maaDekh kitna khauf chaya hai yahatu kaha rah gayi hain meri maaaa bacha le mujhko ake meri maanahi mai roya teri maan ke hun chup hun mainTu aaja jaldi kahi ho na jaun chup mainDoor Door kitna door agaya tujh say hun dekh maaDoor Door kitna door agaya tujh say hun dekh maa

ab kasie mujhe jgayegi tuab kasie gale lagaye gi tu

Hier finden Sie den Text des Liedes Maa (On Peshawar Attack) Song von Bilal Saeed. Oder der Gedichttext Maa (On Peshawar Attack). Bilal Saeed Maa (On Peshawar Attack) Text. Kann auch unter dem Titel Maa On Peshawar Attack bekannt sein (Bilal Saeed) Text.