Kishore Kumar "Apna desh" Songtext

Apna desh

Rona, Kabhi Nahin RonaChaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, KhilonaSona, Chupke Se SonaChaahe Toot Jaaye, Sapna Salona, Salona

Dukh Sukh Ki Kya Baat Hai, Kya Din Hai Kya Raat HaiAansoo Bhi Muskaan Bane, Yeh To Apne Haath HaiAashaaon Ki Dori Mein Sadaa, Tum Man Ke Phool PironaRona, Kabhi Nahin RonaChaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, Khilona

Dekho Bachchon Baagh Mein, Sab Kaliyaan Nahin KhiltinDuniya Mein Insaan Ko, Sab Cheezein Nahin MiltinJo Apna Nahin, Tum Uske Liye, Jo Apna Hai Nahin KhonaRona, Kabhi Nahin RonaChaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, Khilona

Rang Se Aur Na Dhaam Se, Zaat Se Aur Na Naam SeIzzat Milti Hai Yahan, Dekho Achche Kaam SeKoi Kaam Bura, Tum Mat Karna, Badnaam Kabhi Nahin HonaRona, Kabhi Nahin RonaChaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, KhilonaSona, Chupke Se SonaChaahe Toot Jaaye, Sapna Salona, SalonaRona, (Chacha Nahin Rona)Chaahe Toot Jaaye, (Koi Khilona), Khilona

Hier finden Sie den Text des Liedes Apna desh Song von Kishore Kumar. Oder der Gedichttext Apna desh. Kishore Kumar Apna desh Text.