Mohabbat Yeh
Aankh hai abhi namm zara siZindagi dhoondhe wajah si re..Ehsaas wo phir tera gham bhar deJab mujhe tu tanha sa kar de re..
Mere lafz tu hi, jaan bhiMera ishq pe imaan bhiSajde kare insaan hiDikhe tujhme phir jahaan bhiJitna bhulaaye utna rulaayeHuve tum paraaye joAb jo bhi chaahe jitna bhi chaahePhir bhi rulaaye wohMohabbat yeh.. ho jaaye tohMohabbat yeh.. ho jaaye tohMohabbat yeh.. ho jaaye tohMohabbat yeh.. ho jaaye toh..
Aansuon ko mile na koi wajah khushi kiDard hai ke ye dil se jaata hi nahiAke thehra hai mere sine me tera gham is tarahPhool sehra me koi khilta hai sawan ka jis tarahLagte hain saare apne paraayeDil chot khaaye tohAb jo bhi chaahe jitna bhi chaahePhir bhi rulaaye wohMohabbat yeh.. ho jaaye tohMohabbat yeh.. ho jaaye tohMohabbat yeh.. ho jaaye tohMohabbat yeh.. ho jaaye toh..
Lamha lamha huaa hai mujhse yun ajnabiJaise ki zindagi mein zindagi hi nahiNamm hai yeh aankh, gum hai alfaazKhamosh hai zubaanChhod aaya main dhadkano koTha tune chhoda jahaanJiske liye ho sapne sajaayeWohi tod jaaye tohAb jo bhi chaahe jitna bhi chaahePhir bhi rulaaye wohMohabbat yeh.. ho jaaye tohMohabbat yeh.. ho jaaye tohMohabbat yeh.. ho jaaye tohMohabbat yeh.. ho jaaye toh..