Kishore Kumar "Zindagi Ek Safar Hai Suhana" Слова песни

Перевод на:entr

Zindagi Ek Safar Hai Suhana

(Zindagi ek safar hai suhanaYahan kal kya ho kisne jaana) -3Arey o leiyo leiyo, oleiyo leiyoOleiyo leiyo, oleiyo leiyoOleiyo leiyo, oleiyo leiyo

(Chadh taaron se chalna hai aageAsmaanon se badna hai aage) -2Pichhe reh jayega yeh zamanaYahan kal kya ho kisne jaanaZindagi ek safar hai suhanaYahan kal kya ho kisne jaana

(Haste gate jahan se guzarDuniya ki tu parvah na kar) -2Muskuraate hue din bitanaYahan kal kya ho kisne jaanaHaan zindagi ek safar hai suhanaYahan kal kya ho kisne jaana

(Maut aani hai ayegi ik dinJaan jaani hai jayegi ik din) -2Aisi baaton se kya ghabranaYahan kal kya ho kisne jaanaZindagi ek safar hai suhanaYahan kal kya ho kisne jaanaDi di di, du du duOleyo leyo ha haa haa

Здесь можно найти слова песни Zindagi Ek Safar Hai Suhana Kishore Kumar. Или текст стиха Zindagi Ek Safar Hai Suhana. Kishore Kumar Zindagi Ek Safar Hai Suhana текст.