Ali Zafar "Nakhriley" letra

Nakhriley

Lahu luhaan hua hai falakYeh kaisa loha pighla haiEk suraj doob gaya peecheEk suraj saamne nikla hai

Haan..Maana-waana ishq-vishq pe zor toh nahinDil mein dum hai, haal-chaal kamzor to nahinIshq ki chaal pe maat manzoor hai

Arey o bandey mauqa haiArey o jalne walne ka mauqa haiHo ishq mein jalke aag hue jab maujzaa huaHaan ishq me jalke aag hue to...(maujzaa: miracle)

Nakhriley.. nakhrile, nakhreele do rasheeleHumpe do nashile naino ki.. aha! bochar ho gayiHo.. nakhriley nakhriley do rasheeleHumpe do nashile naino ki aha! bochar ho gayi

O laawarison ki na poochoUnka sagga ek dil hai

(..sargam..)

Laawarison ka na koiHaan unka bada ek dil hai

Hai sajde mein, aake wo uthayeinHum uske hain to jalwa dikhayeinHai sajde mein, aake wo uthayeinHum uske hain to jalwa dikhayeinHo chhaliya chhal gaye, chhal gaye, chhal gaye wo naina

Khatm kare jo haayeBhasm kare jo haayeShaam bujhaye aur jalayeKat jaaye ratiya, ratiyan, ratiya..Chal na raakh ho jaayein

Arey o bandey mauqa haiArey o jalne walne ka mauqa haiHo ishq me jalke aag hue to...

Nakhriley.. nakhreele, nakhreele do rasheeleyHumpe do nashile naino ki aha! bochhar ho gayi

Haan...Dardile, dardile qisse saare dardileDardile.. rishte saare dardileYeh qisse saare.. dardileYe rishte saare.. dardileAfsaane saare hote hain.. dardile

Teri aankhon ki aab-o-hawa mein jeeunTeri maujoodgi ki fizaa mein jeeunTeri baaton se hum toh badal jaate hainMeri aankhon ke mausam badal jaate hain

Ho mausam sarda, mausam garmaSard bhi tu hai, garam bhi tu haiAag lage, pyaas lagePyaas lage, aag lageJal jaane de... ho..

Nakhriley.. nakhreele, nakhreele do rasheeleyHumpe do nashiley naino ki..Aaha bochhar ho gayi

Haan nakhrile, nakhriley do rashileyHumpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi

Aquí se puede encontrar la letra de la canción Nakhriley de Ali Zafar. O la letra del poema Nakhriley. Ali Zafar Nakhriley texto.