Arijit Singh "Sawan Aaya Hai" letra

Traducción al:bnenrorutr

Sawan Aaya Hai

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya haiTere aur mere milne ka mausam aaya haiMohabbat barsa dena tu, saawan aaya haiTere aur mere milne ka mausam aaya haiSab se chhupa ke tujhe seene se lagaana haiPyar mein tere had se guzar jaana haiItna pyar kisi pe pehli baar aaya hai

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya haiTere aur mere milne ka mausam aaya haiKyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye naKyun har subah tu meri saanse mein samaaye naAa jaana tu mere paas dunga itna pyar mainKitni Raat guzaari hai tere intzaar meinKaise bataaun jazbaat yeh mereMaine khud se bhi jyaada tujhe chaaha hai

Sab kuchh chhod ke aana tu, saawan aaya haiTere aur mere milne ka mausam aaya haiSab se chhupa ke tujhe seene se lagaana haiPyaar mein tere had se guzar jana ahiItna pyaar kisi pe pehli baar aaya hai

Bheege bheege tere lav mujhko kuch kehte hainDil hai khush mera ki khyaal ek jaise hainRoko na ab khud ko yun sun lo dil ki baat koDhal jaane do shaam aur aa jaane do raat koKitna haseen yeh lamha haiKismat se maine churaaya hai

Aaj ki raat na jaana tu, sawan ayaa haiTere aur mere milne ka mausam aaya haiSab se chhupa ke tujhe seene se lagaana ahiPyar mein tere had se guzar jaana haiItna pyar kisi pe pehli baar aaya hai

Aquí se puede encontrar la letra de la canción Sawan Aaya Hai de Arijit Singh. O la letra del poema Sawan Aaya Hai. Arijit Singh Sawan Aaya Hai texto.