Jag Ghoomeya
O…
Na wo akhiyan ruhani kahinNa wo chehra noorani kahinKahin dil wali baatein bhi naNa wo sajri jawani kahin
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)
Na toh hansna rumaani kahinNa toh khushboo suhani kahinNa woh rangli adayein dekhinNa woh pyari si nadani kahinJaisi tu hai waisi rehna
Jag ghumeya thaare jaisa na koi (x4)
Baarishon ke mausamon ki bheegi hariyali tu
Sardiyon mein gaalon pe jo aati hai wo lali tuRaaton ka sukoon..Raaton ka sukoon bhi haiSubah ki azaan haiChaahaton ki chaadaron mein maine hai sambhali tu
Kahin agg jaisi jalti haiBane barkha ka pani kahin
Kabhi mann jaana chupke seYun hi apni chalani kahinJaisi tu hai waisi rehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)
Apne naseebon mein yaaHausle ki baaton meinSukhon aur dukhon waliSaari saugaton meinSang tujhe rakhna hai..Sang tujhe rakhna hai, Tune sang rehna
Meri duniya mein bhiMere jazbaaton meinTeri milti nishani kahin
Jo hai sabko dikhani kahinTu toh jaanti hai marke bhiMujhe aati hai nibhani kahiWoh hi karna jo hai kehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x4)