Jagjit Singh "Gulshan Ki Faqat Phoolon Se Nahi" lyrics

Translation to:en

Gulshan Ki Faqat Phoolon Se Nahi

Gulshan ki faqka phoolon se nahin kaaton se bhi zeenat hoti hai,jeene ke liye is duniya mein gham ki bhi zaroorat hoti hai.

Ae waaize-e-naadan karta hai tu ek qayamat ka charcha,yahan roz roz nigahen milti hai yaha raz qayamat hoti hai.

Wo pursish-e-gham ko ayae hain kuch keh na sakoon chup reh na sakoon,khaamosh rahoon to mushkil hai keh doon to shikayat hoti hai.

Karna hi padega jabt-e-alam peene hi padenge ye aansoo,fariyaad-o-fugaan se aey naadaan tauheen-e-mohabbat hoti hai.

Jo aake ruke daaman pe 'saba' wo asha nahin hai paani hai,jo ashq na chhalke aankhon se us ashq ki keemat hoti hai.

The beauty of a garden is not just from the flowers

The beauty of a garden lies not only in its flowers, but also in the thorns

To live in this world, it is necessary to suffer pain as well ..

https://urduwallahs.wordpress.com/2013/11/02/gulshan-ki-faqat-phoolon-se...

Here one can find the English lyrics of the song Gulshan Ki Faqat Phoolon Se Nahi by Jagjit Singh. Or Gulshan Ki Faqat Phoolon Se Nahi poem lyrics. Jagjit Singh Gulshan Ki Faqat Phoolon Se Nahi text in English. This page also contains a translation, and Gulshan Ki Faqat Phoolon Se Nahi meaning.