Nusrat Fateh Ali Khan "Ae Khatm e Rasul Maki Madni" Songtext

Ae Khatm e Rasul Maki Madni

khuda ka noor tujh mein hu ba hu haikhuda pinha magar tu ru ba ru haiteri azmat ka andaaza ho kiskokhuda hai aur khuda ke baad tu hai

aye khatme rasul makki madnikonain mein tumsa koi nahin

aye noor e mujassam tere sivamehboob khuda ka koi nahin

rasool aur bhi aayejahaan mein lekintumsa koi nahin

ummatein aur bhi guzreen hainrasool aur bhi hain partumsa koi nahin

mere kaali kamli waale aakatumsa koi nahin

aam hain rehmatein zamane parrehmaton ka koi hisaab nahintere qurban ya rasoolallahtera konain mein jawaab nahin

har chand aaye hain yahan laakhon hi paiyambarun sab ka magar kaafil e saalar tum hi ho

masarat nasheen e alam e imkaan tum hi to hoiss anjuman ki shama e farozan bas tum hi to hoduniya e akhirat ka sahara tumhari zaatdono jahaan ke waali o sultan tum hi to ho

mairaj mein jibraeel se kehne lage shah e umamtune to dekhein hain haseen batlao to kaise hain humrooh ul ameen kehne laga e nazreen haq ki kasamaafa gaha gar deeda um mehr e buta war zida umkis yaar khuga deeda um lekin ko cheez deegar i

shahenshah do aalam tajdaare ambiyah tum hotumhara martaba allah o akbar jaane kya tum homere aaka rasool e muhtaram khair ul bara tum hokhudai bhar ke daata shaifa e roz e jafa tum ho

naaz karti hai tere naam pe waala e hasab ulfakhr karti hai terei zaat pe aaleena sabi

chehra tera quran hai quran ke sadkeaye maalik e aalam main teri shaan ke sadke

ausaaf to sabne paaye hain par husn e saraapa koi nahinaadam se janaab e isa tak sarkar ke jaisa koi nahin

ye shaan tumhari hai aakake arshe e bareen jutiyan choomta haiis hi fakhr mein aaj tak jhoomta hai

jalte hain jibraeel ke par jis makaam paruski hakikaton se shanasa tum hi to ho

terian dhuman do jag dhumianterian jutiyan arsh ne chumiyan

ye shaaan tumhari hai aakatum arsh e bareen par pahunche hozeeshan nabi hain sab lekinmairaj ka dulha koi nahin

dil kisko dikhayein cheer ke hamisiyan ka madawa kaun kareaye rehmate aalam tere sivadukhiyon ka maseeha koi nahin

khairaat Muhammad se paakarkis naaz se kehte hain mangtedukhiyon pe karam karne waalasarkar se achcha koi nahin

Hier finden Sie den Text des Liedes Ae Khatm e Rasul Maki Madni Song von Nusrat Fateh Ali Khan. Oder der Gedichttext Ae Khatm e Rasul Maki Madni. Nusrat Fateh Ali Khan Ae Khatm e Rasul Maki Madni Text.