Kishore Kumar "Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain" lyrics

Translation to:deen

Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain

zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makamwoh phir nahin aate,woh phir nahin aatezindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makamwoh phir nahin aate,woh phir nahin aate

phool khilte hain,log milte hainphool khilte hain,log milte hain magarpatjhad main jo phoolmurjha jate hainwoh baharon ke aane se khilte nahinkuchh log ek roz jo bichad jate hainwoj hazaron ke aane se milte nahinumr bhar chahe koi pukara kare unka naamwoh phir nahin aate,woh phir nahin aate

aap roka haikya bharosa haiaap roka hai kya bharosa hai sunodoston shak dosti ka dushman haiapne dil me ise ghar babane na doagar tadapna pade yaad me zindagirok lo roothkar unko jaane na dobaad me pyaar ke chahe bhejo hazaroon salaamwoh phir nahi aatewoh phir nahi aate

subaah aate hairaat jaate haisubaah aate hairaat jaate hai yuhiwaqt chalta hi rehta hai rukta nahiek pal me ye aage nikal jaata haiaadmi theek se dekh paata nahinaur parde pe manzar badal jaata haiek baar chale jaate hai jo din raat subaah shaamwoh phir nahi aatewoh phir nahi aate

zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makamwoh phir nahin aate,woh phir nahin aate

Life is a journey

Life is a journey we have to spend hereAnd it never comes backAnd it never comes backLife is a journey we have to spend hereAnd it never comes backAnd it never comes back

Flowers bloomSorrows meetBut like flowersRegret soon withersBut in this spring there won't be blossomsSome sorrow on each day of separationStill there's not the right one among the thousands you meetFor screaming his name out loudly you need more maturityumr bhar chahe koi pukara kare unka naamAnd it never comes backAnd it never comes back

Your eyes get wetWhat's the matterYour eyes get wet, what's the matter, listenMy friend, there are often doubts and friends are enemiesLet me find a home in your heartThose who will remember me tomorrow, will remember lifeLet these moments of doubts go awayNo matter how much my love craves, I still greet it at thousand timesAnd it never comes backAnd it never comes back

Morning comesNight goes byMorning comesNight goes by hereTime passes by and nobody ever realizes itIn a moment everything can changeYou'll see the right thing but you'll never knowAnd in this fog things are changingOne day we have to go for it, at darkness or daylight, morning or evening

Here one can find the English lyrics of the song Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain by Kishore Kumar. Or Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain poem lyrics. Kishore Kumar Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain text in English. This page also contains a translation, and Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain meaning.